New post

Jio Recharge Trick 20%off 2022 latest update

How to delete Instagram account permanently 2022 hindi

How to delete Instagram account permanently 2022 in hindi,



How to delete Instagram account permanently








Hello friends. Aaj ke is blog me hum janegye ki Instagram account permanently delete kese kare 

to muje umeed hai aapko hamara ye blog pasand or kaam  aayega.to chaliye dekhte hai. 

Agar aapka samaj na aaye to ye mera video hai.how to

delete Instagram account permanently 2022 

aap ise dekh sakte hai


To Dosto Sabse pahle Instagram app  open karni hai.fir neeche profile pe tap karke apni  profile open karleni hai.

Instagram account delete kese kare

Fir profile open hone ke bad upar right side me jo 3 dot hey usme chala jana hai.

*Uske bad setting pe tap kar dena hai. 

*Setting me jane ke bad help pe tap karna hai.

Vaha aapko kuchh aesa dikhega.

Hiw to delete Instagram account permanently

Fir upar 3 dot pe tap kardena hai. 

*Uske baad manage your account pe tap kardena hai.

*Uske baad aesa kuchh dikhega.

Instagram account permanently delete kese kare
Fir hame

 how do i delete my Instagram account ?

Pe tap kar dena hai.


*Or scroll down karna hai.

*Fir aesa interface dikhega.
How to delete Instagram account permanently full details in hindi

Fir aapko delete your account pe tap kar dena hai.
*Uske baad aapko aesa kuchh dikhega.
Delete Instagram account permanently 2022



Uske baad doston hame yaha reason dena pade ga. ki aap kyu delete Instagram account permanently 

karna chahte hai.

To yaha koi sa bhi ek reason de dijiye or next kar dijiye.

Uske baad dosto aapko kuchh aesa dikhega.

Instagram account kese hamesa ke liye delete kare

Fir aapko apna Instagram password dalna hoga. or fir niche diye gaye delete Instagram account pe tap kar dijiye. 

Or aapka account 1.month ke Andar andar delete ho jayega.

1.month lagne ki wajah ye hai aagar aapka koi important photo ya video usme se nikal ni rah gayi hai.to aap 1.month ke anusar vo nikal sakte hai.


Or agar aapko  lage ki mujhe Instagram account delete nahi karna hai. to aap cancel bhi kar sakte ho. 

Conclusion!

Doston aek bat or aap jab bhi Instagram account permanently delete.

kar rahe ho to backup jarur le lena.

Or aapke jaruree photo's or videos download jarur karle.
 


To Dosto bas aajke is blog me bas itna hi. aese hi interesting posts dekhne or padhne ke liye hume follow jarur kare. 


Thanks for Reading ❣️ my blog
Technica_teacher.














टिप्पणियाँ